Ghazals | غزلیں


English اردو


yaaraan-e-bazm: aadaab-o-tasleemaat!

maiN is bazm meN aap kaa Khair-maqdam kartaa hooN. maiN bunyaadee t^aur par Ghazal kaa shaai'r hooN. naz^meN maiN ne bohat hee kam kahee haiN. Ghazal meN maiN puraane asaatiZah kaa muqallid hooN aur aap mere Khayaalaat, zabaan aur andaaz-e-bayaan meN rivaayatee Ghazal kaa a'ks meHsoos kareN ge. jaisaa keh maiN ne Khud kahaa hai:

shaai'ree meree baraaYe bait hai "Sarwar" keh maiN
Haashiyah-bardaar-e-Ghalib, Khoshah-cheen-e-Mir hooN!

paRh`iYe aur lut^f-andos ho,iYe. aap kee raaYe kaa intiz^aar rahe gaa.

Sarwar A. Raz "Sarwar"

1. sar-e-niyaaz agar meHv-e-Zikr-naaq rahe
2. hai SubH-e-malaamat sar peh khaRee, ab ai shab-e-hijraaN kyaa ho gaa
3. tiraa Khayaal, tiree yaad koo-ba-koo hee sahee
4. qatrah-e-dil keh nishaaN hai kisee har-jaayee kaa
5. raah-o-rasm-e-ulfat meN kuchh kamee see lagtee hai
6. dard se jaane gaYe, aahoN se pehchaane gaYe
7. soz-o-saaz-e-meHramaanah kyaa huwaa?
8. jo thaa ma'loom woh hai naa-ma'loom
9. jo raheen-e-yaad-e-Habeeb ho to woh shaam shaam-e-alam naheeN
10. nakhat-e-zulf Ghazal, garmee-e-ruKhsaar Ghazal
11. zer-e-lab sab kuchh hai lekin barmalaa kuchh bhee naheeN
12. ik nazar dekhaa nah us ne, kuchh nah shunwaayee huyee
13. wohee haal dil-figaaraaN, wohee qaal-e-shab-guzaaraaN
14. zamaane kee adaa-e-fitnah-saamaanee naheeN jaatee
15. mujhe too fareb-e-wafaa nah de mujhe e'tibaar-e-wafaa naheeN
16. yehee rahee jo tiree be-ruKhee to kyaa ho gaa?
17. kyaa kyaa i'laaj-e-dard-e-Gham-e-aarzoo kareN
18. dil-e-Ghareeb par kyaa kyaa nah imtiHaaN guzre
19. kisee kee kufr-saamaanee ke din haiN
20. sajdah-e-kufr sar-e-koo-e-anaa thaa keh nah thaa
21. shaam-e-KhizaaN hai SubH-e-bahaaraaN ke saath saath
22. yooN ahl-e-dil meN meraa Ilaahee shumaar ho
23. diloN ke darmiyaaN jhooTee muHabbat aa hee jaatee hai
24. dil dukhaaYe kabhee, jaaN jalaaYe kabhee
25. nay naamah-o-paiGhaam nay koyee Khabar aawe
26. mire jab bhee qareeb aayee bohat hai
27. SubH-e-umeed-o-aarzoo shaam-e-alam meN Dhal gayee
28. woh jo tere dam se thaa ab mere Khirman meN naheeN
29. bedard ashkbaariyaaN aur aah-o-zaariyaaN
30. ik naz^ar dekhaa nah us ne
31. woh aa ke lagee dil kee bujhaa kyoN naheeN dete
32. wohee Haal-e-dilfigaaraaN, wohee qaal-e-shab-guzaaraaN!
33. dil peh guzre hai jo bataa hee de
34. zamaane kee adaa hai kaafiraanah
35. shab-e-umeed hai seene meN dil machaltaa hai
36. khel ik ban gayaa zamaane kaa
37. dil ko yooN behlaa rakkhaa hai
38. ummeed-o-aarzoo miree damsaaz ban gayee
39. nah soz aah meN meree nah saaz hai dil meN
40. ho gayee me'raaj-e-i'shq-o-a'ashiqee HaaSil mujhe
41. beKhudee aa gayee le kar kahaaN ai yaar mujhe
42. daaman-e-taar-taar yeh Sadqah hai nok-e-Khaar kaa
43. bayaan-e-Husn-o-shabaab ho gaa
44. woh taSawwur meN bhee mujh par mehrbaaN hotaa naheeN
45. ham huwe gardish-e-dauraaN se pareshaaN kyaa kyaa!
46. ik Zaraa see der ko naz^roN meN aane ke liYe
47. mareeZ^-e-i'shq par pal meN qiyaamat kaa guzar jaanaa
48. kyaa tamaashaa dekiYe teHSeel-e-laaHaaSil meN hai
49. kehne ko yooN to zindagee apnee Kharaab kee
50. dil hee dil meN Dartaa hooN kuchh tujhe nah ho jaaYe
51. ilaahee ho gayaa kyaa aaKhir is zamaane ko
52. sab miT gaYe maaNge hai magar teree naz^ar aur
53. mujhe zindagee peh apnee agar iKhtiyaar hotaa!
54. roz-o-shab is meN bapaa shor-e-qiyaamat kyaa hai?
55. afsos Khud ko Khud peh numaayaaN nah kar sake
56. par bhee qafas se jo giraa bulbul-e-sogawaar kaa
57. ik Zaraa see der ko naz^roN meN aane ke liYe
58. aashnaa the pehle phir naa-aashnaa hote gaYe
59. roz-o-shab rulaaYe gee aap kaa kamee kab tak?
60. kabh`ee tujh`peh meree nigaah hai, kabh`ee Khud se mujh` ko Khit^aab hai
61. rah-e-wafaa meN Gham-e-judaayee kabh`ee miraa hamqadam nah hotaa
62. tamaam dunyaa meN Dh`ooND aayaa maiN gum-shudah zindagee kee Soorat
63. zamaanah ek z^aalim hai kisee kaa ho naheeN saktaa
64. rah-e-ulfat nihaayat muKhtaSar ma'loom hotee hai
65. naz^ar milee, bazm-e-shauq jaagee, payaam andar payaam niklaa
66. nafas nafas sar-ba-sar pareshaaN, naz^ar naz^ar iZ^t^iraab meN hai
67. jis qadar shikwe th`e sab Harf-e-du,a'a hone lage
68. ham ne sab kuch` hee muHabbat meN tire naam kiyaa
69. Hasrat-o-yaas ko ruKhSat kiyaa ikraam ke saath
70. aafat ho, muSeebat ho, qiyaamat ho, balaa ho
71. koochah koochah, nagar nagar dekh`aa
72. Hayaat maut kaa hee ek shaaKhsaanah lage
73. a'jeeb kaif-o-sukooN teree justjoo meN th`aa
74. ham huwe gardish-e-dauraaN se pareshaaN kyaa kyaa
75. mareeZ^-e-i'shq par pal meN qiyaamat kaa guzar jaanaa
76. Khushaa-waqte keh wa'de kar ke tum ham se mukarte th`e
77. laraz rahaa hai dil-e-saugawaar aaNkh`oN meN
78. ik riwaayat ke siwaa kuch` nah th`aa taqdeer ke paas
79. Hikaayat-e-Khalish-e-jaan-e-beqaraar nah pooch`!
80. sunaa hai arbaab-e-a'ql-o-daanish hameN yooN daad-e-kamaal deN ge
81. doobtaa hai dil kalejah muNh ko aayaa jaaYe hai
82. ch`oRiYe ch`oRiYe yeh raag puraanaa SaaHeb
83. hameN Khudaa kee qasam yaad aa,iyaaN kyaa kyaa
84. Dh`ooNDte Dh`ooNDte Khud ko maiN kahaaN jaa niklaa!
85. manzil-e-dard se guZar aaYe
86. dil yeh kehtaa hai t^awaaf-e-koo-e-jaanaanah sahee
87. jab jab woh sar-e-t^oor-e-tamannaa naz^ar aayaa
88. saudaa Khudee kaa th`aa nah hameN beKhudee kaa th`aa
89. yaad bh`ee Khwaab huyee, yaad woh aate kyoN haiN?
90. teraa guZar idh`ar jo ba-raNg-e-Sabaa huwaa!
91. Gham-e-zindagee tiraa shukriyah tire faiZ^ se hee yeh Haal hai
92. Sarwar jigar ke daaGh nmaayaaN nah keejiYe!
93. Husn i'rfaan-e-Haqeeqat ke siwaa kuch` bh`ee naheeN
94. raNg-o-Khushboo, shabaab-o-ra'naayee
95. aablah-paa gh`oomtaa hooN waadee-e-bedaad meN
96. shikwah-e-dost naheeN, tuhmat-e-aGhyaar naheeN
97. kashaakash-e-Gham-e-hastee sataaYe kyaa kahiYe
98. yooN aaftaab-e-shauq shab-e-Gham meN Dhal gayaa
99. dil ne duhraaye kitne afsaane
100. SubH-e-ishrat dekh` kar shaam-e-GhareebaaN dekh` kar
101. paas hai tum ko agar pich`lee shanaasaayee kaa
102. kyoN har qadam peh laakh` takalluf jataa,iYe?
103. Gham-e-furqat kee lau har lamHeh maddh`am hotee jaatee hai
104. pooch`iYe mire dil se intiz^aar kaa a'alam
105. nigaah Khud peh jo Daalee to yeh huwaa ma'loom
106. go chaak rahaa is dil-e-naashaad kaa daaman
107. jigar kee, dil kee, nigaahoN kee, jism-o-jaaN kee Khabar
108. Ilaahee! kyoN naheeN jaataa yeh mere jee kaa Gham?
109. Soorat-e-zaKhm-e-dil-o-dard-e-jigar aataa hai
110. koyee tum saa ho kaj-adaa nah kabh`oo!
111. majboor-e-muHabbat hooN gunahgaar naheeN hooN
112. hameshah aarzoo,oN par basar kee
113. nah maiN SubH kaa, nah maiN shaam kaa, nah zameeN kaa hooN, nah zamaaN kaa hooN
114. zameeN baaqee hai pehlee see, nah hee woh aasmaaN baaqee!
115. woh is t^araH se taSawwur meN be-Hijaab huwe
116. rasan yeh kyoN hai, bataa,o yeh daar kaisaa hai?
117. jafaaYeN dekh` liyaaN be-wafaa,iyaaN dekh`eeN
118. aa bh`ee jaa keh is dil kee shaam hone waalee hai
119. dil ne kisee kee ek nah maanee
120. ruswaa ruswaa saare zamaane**
121. bataa yeh jaZbah-e-be-iKhtiyaar kyaa ho gaa? **
122. shab-e-Gham aarzoo,oN kee faraawaanee naheeN jaatee **
123. aap aaYe yaad kee woh fitnah-saamaanee gayee
124. miraa Zauq-e-muHabaat dekh`iYe kyaa gul kh`ilaataa hai
125. jab jab woh sare-t^oor-e-tamannaa naz^ar aayaa
126. u'mr bh`ar royaa kiYe naa-kaamiyaaN dekh`aa kiYe**
127. kare qarZ^ tere adaa koyee ai nigaa-e-yaar! kahaaN talak?
128. naheeN mujh` ko fikr-e-saaHil, Gham-e-naaKhudaa naheeN hai **
129. tiraa yooN faiSilah ai gardish-e-ayyaam ho jaaYe **
130. jo a't^aa karte haiN woh naam-e-Khudaa dete haiN **
131. jab bh`ee teraa Khayaal aayaa hai **
132. shaam-e-alam kyaa shaam th`ee woh aur raat th`ee kyaa tanhaayee kee! **
133. kyaa Khoob tum ne meree wafaa kaa Silaa diyaa! **
134. maaHaul saazgaar, fiZ^aa Khushgawaar hai **
135. dil dukh`aanaa tiree a'adat hai bh`ulaayee nah gayee **
136. hooN Khastah-nafas, aaNkh` bh`ee bh`ar aayee hai **
137. SubH naheeN hai, shaam naheeN hai! **
138. koyee aaj baiTh`aa hai naz^reN churaaYe **
139. jigar sulagtaa huwaa, dil bujh`aa bujh`aa ho gaa **
140. dayaar-e-jaur meN dil haar, jaan waar aaYe **
141. har aan muHabbat meN miree jaaN pah banee hai **
142. ham nah Ka'beh se haiN waabastah, nah but-Khaane se **
143. dil hamaaraa jo itnaa gh`abraayaa **
144. kis saadagee se ham tire Sadqe utar gaYe! **
145. saaqiaa! tujh` ko kuch` naheeN dushwaar **
146. dh`uwaaN saa uTh`taa hai ph`ir aaj aashyaane se **
147. Khirman-e-ummeed naz^r-e-aah-e-sozaaN ho gayaa! **
148. dil kee baatoN meN kyaa aanaa dil to ik deewaanah hai **
149. roz jeete haiN, roz marte haiN **
150. hamaaraa Gham nah rahaa Gham, Khushee Khushee nah rahee **
151. dil-e-naadaaN tamaashaa ho gayaa hai **
152. haNgaamah-e-Hasrat hai yaa shorish-e-armaaN hai **
153. i'shq kyaa kyaa fareb kh`aataa hai **
154. Zaraa dekh` to sahee aaNsu,oN meN bh`ee muskuraanaa sikh`aa gayaa **
155. tumhaare din ke saamne bh`alaa hamaaree raat kyaa? **
156. dunyaa se judaa kaisee yeh apnee t^abee,a't hai! **
157. woh hooN maa,il ba karam meree pareshaanee meN? **
158. SubH bh`ee chain naheeN, shaam bh`ee aaraam naheeN **
159. nah ban sakaa maiN tumhaaraa, nah hee zamaaneh kaa **
160. aarzoo cheez hai kyaa aur tamannaa kyaa hai? **
161. Gham-e-furqat kee lau har lamHeh maddh`am hotee jaatee hai **
162. zamaaneh meN koyee tum saa naheeN hai **
163. guZar gayaa yeh agar waqt to fasaanah huwaa **
164. jo Gham bh`ee dil-o-jaan se pyaaraa naheeN hotaa **
165. kashaa-kash-e-Gham-e-hastee sataaYe, kyaa kahiYe! **
166. dushman-e-jaan-o-jigar, Ghaarat-gar-e-eemaan hai **
167. gilah kare nah kabh`ee, ashk-e-Gham se kaam nah le **
168. nah chain aataa hai din ko nah shaam aataa hai **
169. meraa jaanaa nah huwaa, aap kaa aanaa nah huwaa **
170. qiSSah-e-Gham sunaa ke dekh` liyaa **
171. fikr-e-zameeN naheeN hai, Gham-e-aasmaaN naheeN **
172. Gham-e-dunyaa jo nah ho gaa, Gham-e-jaanaaN ho gaa **
173. dil-e-majboor kee aah-o-fuGhaaN se kuch` naheeN hotaa **
174. guftgoo se nah hee Soorat se a'yaaN hotaa hai **
175. nah Gham hai aur nah hee koyee Khushee hai **
176. aah! dushwaaree-o-sauhaan-e-safar! kyaa keeje?
177. anjuman meN tiree kuch` aur bh`ala kyaa ho gaa? **
178. aap aaYeN shab-e-Gham itnaa bh`ee eHsaaN kyoN ho? **
179. nah kisee ne dil hee dekh`aa, nah kisee ne Gham hee jaanaa **
180. naa-aashnaa kare nah koyee aashnaa kare **
181. hameN zamaanah huwaa aap se wafaa kartr **
182. SubH se ho gayee hai yaa-Rab! shaam **
183. un ko ham yaad kiyaa karte haiN **
184. jo chashm-e-karam hai woh zamaaneh ke liYe hai **
185. teraa guZar idh`ar jo ba-raNg-e-Sabaa huwaa **
186. tire Husn se hameN kyaa milaa, tire i'shq ne hameN kyaa diyaa? **
187. SubH ko ham yooN shaam karte haiN **
188. yooN aaftaab-e-shauq shab-e-Gham meN Dh'al gayaa **
189. dekh`naa hai keh wahaaN saamne kyaa aataa hai
190. hameN yaad aayeeN akcar tiree dilbaree kee baateN **
191. baat kyaa hai tiree guZar nah huyee? **
192. dil kee dunyaa basaa gayaa koyee **
193. har saNg pah likkh`aa miraa afsaanaa rahe gaa *
194. iz^haar-e-alam, shikwah-e-dauraaN naheeN karte *
195. i'shq-o-junooN kaa sard hai baazaar dekh`naa *
196. yooN haath` dh`oYe baiTh`e haiN dil aur jigar se ham *
197. ai dil! tiree qismat meN raaHat na shakebaayee *
198. silsilah un se gar naheeN hotaa *
199. shikwah-e-daad kareN, shikwah-e-bedaad kareN *
200. geh woh naz^ar milaaYe kyoN? gaahe naz^ar churaaYe kyoN? *
201. us ne jis din se nah aane kee qasam khaayee hai *
202. qiyaamat ho, museebat ho, balaa ho *
203. i'shq-e-Khuddaar nah ho dekh`iYe bedaar kaheeN *
204. dekh`iYe Heele haiN kyaa kyaa yaad aane ke liYe *
205. jab se us Husn-e-balaaKhez kaa shaidaayee huwaa *
206. shiwah-e-dehr kareN, shikwah-e-aalaam kareN *
207. kisee lee justjoo hai aur maiN hooN *
208. zamaanah meN koyee tum saa naheeN hai *
209. nigaah-e-dilnasheeN huyee, Khayaal-e-dilkushaa huwaa *
210. sukooN jo dil ko naheeN, jaaN ko jo qaraar naheeN *
211. Gham mile, Hasrat mile, ruswaayee-e-bejaa mile *
212. Husn i'rfaan-e-Haqeeqat ke siwaa kuch` bh`ee naheeN *
213. Gham-e-zindagee! tiraa shukriyah, tire faiZ^ hee se yeh Haal hai *
214. raftah raftah dil hamaaraa teraa deewaanah huwaa *
215. dekh` to dard-e-i'shq se mere dil ko kyaa aaraam huwaa *
216. eemaN gayaa, sukoon gayaa, zindagee gayee *
217. fikr kyoN ho aap ko mere dil-e-naashaad kee *
218. yaad jab aap kee naheeN hotee *
219. mire naSeeb meN dunyaa ke Gham uTh`aanaa th`aa *
220. raheen-e-Khud-sitaayee th`aa maiN kushtah-e-anaa rahaa *
221. kyoN Ghareeb-e-aarzoo ko is t^araH ruswaa kiyaa? *
222. aap aaYeN shab-e-Gham itnaa bh`ee iHsaaN kyoN ho? *
223. uTh`e ham Khastah-dil, aashuftah-sar, be-iKhtiyaar uTTh`e *
224. Allah, Aallah! yeh barnaayee! *
225. miraa dil zamaaneh se hai judaa, saman-o-gulaab ko kyaa karooN? *
226. buraa ho i'shq tiraa, hosh-e-jism-o-jaaN nah rahaa *
227. fareb de ke liYe aur fareb kh`aa ke liYe *
228. aafat hai, muSeebat hai,qiyaamat hai, balaa hai *
229. yeh dunyaa shehr-e-naa-pursaaN, zamaanah yeh siyaasat kaa *
230. huwe haiN ahl-e-jahaaN saare mehrbaaN kaise! *
231. taNg aa chuke haiN yoorish-e-bechaaragee se ham *
232. saamne hai mire lekin naz^ar aataa bh`ee naheeN *
233. zeest naa-shaad th`ee aur maut kaa saamaaN nah huwaa *
234. koyee Soorat qaraar kee nah rahee *
235. shikwah-e-dost naheeN, tuhmat-e-aGhyaar naheeN *
236. jo barham kisee kee naz^ar dekh`taa hooN *
237. kuch` apnee Khush-gumaanee kaa, kuch` un kee bad-gumaanee kaa *
238. baat anokh`ee hai yeh kaisee, koyee to mujh` ko samjh`aaYe *
239. woh aaYeN agar is dam, ma'loom hai kyaa ho gaa? *
240. kyaa qiyaamat th`ee, kyaa qiyaamat th`ee! *
241. dil-lagee hee dil-lagee meN dil kisee kaa ho gayaa *
242. dil ne duhraaYe kitne afsaane! *
243. ph`ir usee Gham se aashnaayee hai *
244. kashaa-kash-e-Gham-e-hastee sataaYe kyaa kahiYe! *
245. abh`ee kyaa th`aa abh`ee yeh ho gayaa kyaa? *
246. shareek-e-Gham nah rahaa aur ham-zabaaN nah rahaa *
247. dil-shikastah huYe, ruswaa huYe, badnaam huYe *
248. dehr meN Harf-e-muHabbat a'am honaa chaahiYe! *
249. saudaa Khudee kaa th`aa nah hameN be-Khudee kaa th`aa *
250. niyaaz-e-i'shq-e-butaaN hai kaisaa, Ghuroor-e-Husn-o-shabaab kyaa hai? *
251. talaash-e-laalah-o-gul, fikr-e-raNg-o-boo nah rahee *
252. bayaan qiSSah-e-be-chaaragee kiyaa jaaYe! *
253. yeh achh`aa huwaa, woh Khafaa ho gayaa *
254. agar azal th`aa to kyaa abad hai? makaaN hai yaa laa-makaaN naheeN hai? *
255. andaaz-e-KhizaaN raNg-e-bahaaraaN naheeN dekh`aa *
256. bh`aatee naheeN dunyaa-e-suKhansaaz kee baateN *
257. muHabbat meN aah-e-rasaa chaahataa hooN *
258. Sarwar! jigar ke daaGh numaayaaN nah keejiYe!
259. raNg-o-Khushboo, shabaab-o-ra'naayee *
260. miree fikr-e-rasaa jab maa,il-e-parwaaz hotee hai *
261. qiSSah-e-Gham kehte kehte Khud fasaanah ho gaYe *
262. hameN kyaa kyaa milaa us aastaaN se *
263. agar too har nafas fit^rat kaa ham-aawaaz ho jaaYe *
264. naz^ar jab se woh mehrbaaN ho gayee hai *
265. ik aan meN tamaam miraa kaam kar gayee
266. fikr-e-dunyaa kahaaN aur :Sarwar:-e-badnaam kahaaN!
267. muHabbat kyaa hai, kyaa hai aarzoo, begaanagee kyaa hai?
268. :Sarwar: ko jahaaN dekh`o vahaaN Khwaar bohat hai
269. nigaahoN kaa ishaarah ho rahaa hai?
270. zaKhm-e-dil rashk-e-mah-o-Ghairat-e-Khursheed naheeN
271. Soorat-e-raNg-e-gul-o-boo-e-saman jaate haiN
272. aap aate haiN to milne se Khushee hotee hai
273. fuGhaaN be-faiZ^ kyoN hai, naalah-e-dil be-acar kyoN hai?
274. rahe gaa ham peh yeh eHsaan-e-do-jahaaN kab tak?
275. maanaa keh i'laaj-e-dil-e-beemaar bohat hai
276. ham to is a'ashiqee se baaz aaYe
277. ashk-e-ulfat kaa yeh anjaam? Khudaa Khair kare!
278. daastaan-e-shauq le kar naamah-bar aayaa to kyaa?
279. laakh`oN sitam uTh`aaYe, hazaaroN hee Gham huYe
280. jab zamaane ko hee qaraar naheeN
281. be-naam hooN, be-kaar hooN, badnaam naheeN hooN
282. aarzoo-e-janaab kaun kare?
283. Husn jab be-niqaab hotaa hai
284. ulajh` ke reh gaYe hastee ke taane baane meN
285. muHabbat! ph`ir us kaa bayaaN! Allah Allah!
286. yooN laakh` ik Kharaabah-e-deevaar-o-dar mile
287. Had se guZraa tiree furqat meN shab-e-taar kaa lut^f
288. tum chain se kab ho? hameN aaraam kahaaN hai?
289. tum aise zuhrah-nigaaroN kee baat kaun kare?
290. aablah-paa gh`oomtaa hooN vaadee-e-bedaad meN
291. Zaraa saNbh`al ke sar-e-bazm ch`eRnaa ham ko
292. bazm-e-mai, jaam-o-suboo, baadah-kashee bh`ool gaYe!
293. dekh`o kabh`ee to meree t^araf Khush-dilee ke saath`
294. vallah! muHabbat kaa hai kon bh`alaa caanee?
295. muHabbat-aashnaa ho kar vafaa-naa-aashnaa honaa
296. ibtidaa-e-shauq kaa e'laan-e-mastaanah hooN maiN
297. jab kisee Soorat sar-e-meHfil nah shunvaayee huyee
298. ho chukeeN bazm-e-t^arab, raqS-e-sharar kee baateN
299. be-ruKhee! aur voh bh`ee itne naaz se?
300. gh`aRee do gh`aRee kaa mazaa chaahiye
301. :mujh`e koyee shaam-o-saHar yaad aayaa:
302. be-Khudee! too hee aaKhir bataa, kyaa kareN?
303. gh`ar jalaa kar dekh`iye, dunyaa luTaa kar dekh`iYe
304. har naz^ar goyaa kitaab-e-i'shq kee tafseer hai
305. yeh hujoom-e-naa-muraadee dil-e-beqaraar kab tak?
306. kisee ko apne dard-e-i'shq meN hamraaz kyaa karte?
307. Husn-e-kaafir banaa u'nvaaN mire afsaane kaa
308. u'mr bh`ar royaa kiYe, naa-kaamiyaaN dekh`aa kiYe
309. saraab-e-zeest meN ham Doobte-ubh`arte rahe
310. SubH-e-i'shrat dekh` kar, shaam-e-GhareebaaN dekh` kar
311. iz^haar-e-alam, shikvah-e-dauraaN naheeN karte
312. nigaaheN milaanaa, nigaaheN churaanaa!
313. hameN yaad aayeeN akcar tiree dilbaree kee baateN!
314. i'shq ko mo'jizah samajh` te ho?
315. kyoN har qadam peh laakh` takalluf jataa,iYe?
316. maqaam-e-hijr meN lut^f-o-karam kee baateN haiN
317. daastaan-e-naa-muraadee muKhtaSar! dekh`e gaa kaun?
318. fuGhaaN kaa Zikr kareN, aarzoo kee baat kareN
319. kisee kee justjoo hai aur maiN hooN
320. jab jab voh sar-e-t^oor-e-tamanna naz^ar aayaa
321. kahaaN se aa gaYe tum ko nah jaane
322. tiree be-niyaazee, miree be-qaraaree
323. aa,eenah-e-Hairat hooN tiree jalvah-garee kaa
324. agar mujh` ko na kuch` idraak Husn-e-yaar kaa hotaa
325. koyee bataaYe yeh kaisaa Gham-e-judaayee hai
326. yaad bh`ee Khwaab huyee, yaad voh aate kyoN haiN?
327. jo kam-naSeebee kaa apnee Khayaal aataa hai
328. ummeed-e-karam, Hasrat-e-deedaar hai, maiN hooN!
329. soz-e-dil ko aashnaa-e-saaz honaa chaahiYe
330. meree naz^ar kaa hai nah tumhaaree naz^ar kaa hai
331. kyaa pooch`te ho mujh` se miree shorish-e-jazbaat?
332. bandah-navaaz! Soorat-e-Haalaat aur hai
333. vaqt ke haath`oN Hikaayaat-e-anaa bh`ool gaYe
334. :Sarwar:! kisee Soorat tujh`e aaraam nah aayaa!
335. koyee qaZ^aa ise samjh`e, koyee balaa jaane
336. jalvah-gar ph`ir voh maahtaab huwaa
337. yeh subH-o-shaam kee uljh`an, yeh roz-o-shab kee yaad
338. dil dukh`aa kar aap ne pooch`aa, kaho kaisaa lagaa?
339. aah! pehlee see koyee baat kahaaN?
340. dil yeh kehtaa hai, t^avaaf-e-koo-e-jaanaanah sahee!
341. soz-e-pinhaaN ke sivaa, Haal-e-pareshaaN ke sivaa
342. voh Husn-e-balaaKhez, yeh andaaz-e-muHabbat!
343. jaan tum per nicaar karte haiN
344. dil kee hee dil meN reh gayee Hasrat gunaah kee
345. aahoN kee baaraat sajee hai, ashkoN kee barsaat huyee hai
346. aa,o jeene kaa ihtimaam kareN
347. jo ravaa th`e pehle ab voh naaravaa kyoN ho gaYe?
348. ham ko apnaa pataa naheeN miltaa
349. paas hai tum ko agar pich`lee shanaasaayee kaa
350. vaaraftagee-e-shauq kee shiddat na pooch`iYe!
351. iqraar-e-vafaa, ummeed-e-karam! kuch` keh nah sake, kuch` bh`ool gaYe!
352. zaalim Hayaat chaal mire saath` chal gayee
353. dard dil meN hazaar uTh`taa hai
354. jo subH-o-shaam pa,e-intiz^aar guZre haiN