English اردو
yeh baab (section) un maZ^aameen par mushtamil hai jo maiN ne waqta"-fawaqta" muKhtalif risaaloN meN ishaa,a't ke liYe likh`e haiN. kuch` aise maqaalaat bh`ee haiN jo :internet: kee muKhtalif meHfiloN meN dene kee GharaZ^ se teHreer keiYe gaYe haiN. chooN.k :net: par diYe jaane waale maZ^aameen kaa aSl maqSad nau-mash` likh`ne waaloN kee reh-numaayee aur adbaa nikaat kee waZ^aaHat hotaa hai is liYe yeh maZ^aameen bohat sanjeedah aur a'meeq u'nwaanaat par naheeN haiN. ph`ir bh`ee maiN ne koshish kee hai keh naz^ar-e-caanee ke ba'd woh yahaaN pesh kiYe jaane ke qaabil ho jaaYeN. ummeed hai keh aap in maZ^aameen ko mufeed aur dilchasp paaYeN ge. apnee raaYe se :mehmaanoN kee kitaab: (Guest Book) aagaah kar ke shukriyah kaa mauqa' i'naayat farmaa,iYe!
Sarwar A. Raz "Sarwar"


2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100
101
102
103
104
